Desh ke Shahido ko Hamara Salaam | Dil Azad Parinda | 15 August Motivational Quotes


1)  Achha chalta hu,apna aur bachho ka khiyaal rakhna..

Jo bhi kehna hai keh do,dil me na koi malaal rakhna..

Tumhari yaadon ko saath liye ja raha hu,muskurahate hai girti bebas pankhudiyo ki tarah...

Fir bhi tum inhe hoto pe sajakar rakhna,

Amma ko tum sambhal lena jab wo roy mera naam lekar..

Yaad aay jab meri to khuda se fariyaad karna..


2) Khud ko tum na uljhano me giraftaar karna..

Koi hume apna maane ya na maane,ye sarzami humaari bhi hai...

Jab aay mera jism tirange me lipatkar,

Tum koi shiqwa na gila karna...

Bas garw se sab,tirange ko salaam karna...

Written By Aliza

Comments

Popular posts from this blog

Dil Azad Parinda | Sad Shayari in Hindi | Shayari By Aliza